Kali Linux Ko Computer-Pc Me Kaise Install Kre Step By Sep In Hindi Full Tuterial

KALI LINUX KO COMPUTER ME KAI SE INSTALL KRE




Kali Linux Ek Hacking Operating System Hai Hackers Ne Isko Linux Operating System Ko Costomize Krke Isko Banaya Hai. Isko Hum Do Tarah Se Apne Computer Me Install Krr Sake Hai Phala to Ye ki Hum Isko Apne Computer Me Direct Boot Krke Install Krle Jaise Hum Koi V Simple Windows Ko Install Krte Hai .

Also Read:   Bootable pandrive kaise banaye

Par Yaha Pe Mai Ek New Method Ke Bare Me Bataonga Virtual Box ki Sayad Aap Virtual Box Ke Bare Me Jante Honge Or Agar Aapko Virtual Box Ke Bare Me Nhi Pata Hai To Mai Aapko Bata Du Ki Virtual Box Ek Aisa Softwer Hai Jisme Aap Kisi V Operating System Ko Aasani Se Run Kara Sakte Hai Aap Virtual Box Me Apna Operating System Ko Boot Kr Sakte Hai Or Aap Safly Dual Operating System Ko Run Kara Sakte Hai Simply Ka Mera Matalb Ye Hai Ki Agar Aap Direct Boot Krte Hai Or Kuch Error Hoga To Ho Sakta Hai Ki Aapka Old Window Ko Nuksaan Pahunche Ya fir Wo Unboot V Hosakta Hai . To Iss Article Me Virtual Box  Se H Kali Linux Ko Install Krne Ka Steps Batayenge .




KALI LINUX KO INSTSLL KRNE KE LIYE KYA KYA REQUIRMENTS HAI




Ab Aap Lagbhag Sab Kuch Samajh H Gye Honge To Chaliye Sabse Pahle Hum Ye Jaan Lete Hai Ki Kali Linux Ko Install Krne Ke liye Hame Kya Kya Requirements Hai .


1. Sabse Pahle Jo Operating System Hamko Install Krna Hai Oska Iso File Ki Jarurat Padti Hai To Sabse Pahle Aap Kali Linux Ka ISO file Ko Download Krle .


DOWNLOAD KALI LINUX



2. Ab Aapko Virtual Box Jo Maine Softwer Bataya Tha Oski Jarurat Hai To Isko V aap Niche Di Gyi Link Se Download Krle


DOWNLOAD VIRTUAL BOX


Ab Aap logo Ko Niche Di Gyi Steps Ko Follow Krna Hai .


VIRTUAL BOX ME KALI LINUX KO KAISE INSTALL KRE STEP BY STEP




Step 1|   Sabse Pahale Aap Virtual Box Ko Open Kare Or Isko Apne Computer Me Install Krle Or Fir Install Krne Ke Baad Isko Open Kre Or New Pe Click Kre Jaise H Aap New Pe Click Krenge To Yaha Pe Aapke Samane Ek Operating System Ki Detail Bharne Ko Bolega Ab Aap NAME ke Aage Kali Linux Likhe Or Fir Type Me LINUX Select Kre Or Fir Version Me Maine Select  kiya Hai 2.6/3.x/4.x(64-bit) Ab Aap Next Pe Click Krde .



Kali Linux




Step 2| Jab Aap Next Pe Click Krenge To Ab Ye Aapse Memory Size Puchega Aapko Mai Bata Du Memory Size Aap Apne Computer Ke Ram Ke Hisab Se H Rakhe Mai Aapka Yha Pe 2gb Select Krne Ko Bolunga Isko Aap MB me 2048 Type Krke Select Kr Sakte Hai Oske Baad Next Pe Click Kre.

Kali Linux




Step 3| Ab Yaha Pe Aapko THREE Option Dikhenge But Aapko Create A Virtual Hard Disk Now Ko Select Krna Hai Or Oske Baad Create pe Click Krde .


Kali Linux




Step 4| Yaha Pe Ek New WinDow Open Hogi Yaha Pe Aapko Hard Disk File Type Puchega Yaha Pe Aapke Paas Six Option Honge But Aapko FIRST Option VDI VertualBox Disk Image Ko Select Karna Hai Or Fir Next Pe Click Karde .


Kali Linux



Step 5| Yaha Pe Aapke Paas Do Option  Honge Dynamically allocated Or Fixed Size Mai Yaha Pe Aapko Dynamically Ko Select Krne Ki Salah Dunga Aisa Iskiye Kyoki Dynamically Allocated Ka Matalb Hai Ki Ye Aapke File Ko Aapke Data Ke Hisab Se Badhata Rahega Or Fixed Size Ka Matlab Ye Hai Ki Aapki Data Ki Size Fixed Hogi Agar Aap Level Se Jyada Data Save Krenge To Ye OverWrite Krega Iska Matlab Ye Ki Aapka Data Currupt Ho Jayega Or Ye Save Nhi ho Payega .


Kali Linux




Step 6| Ab Iss Step Me Ye Aapse File Location And Size Ke Bare Me Puchega Isko Aap Apne Hisab se Rakh sakte Hai Agar Aapko Maximux Rakhna Hai to Aap 10 To 15 GB Select kre Oske Baad Create Pe Click Krde .


Kali Linux




Step 7| Ab Aapka Virtual Kali Linux Operating Machine Ban Chuka Hai Ab Aapko Isme Kuch Settings Karni Padegi Iske Liye Aap Setting Me Jaye Or Display Pe Click Kare Or Ab Aap
Video Memory Ki Size Ko Badha De Or Fir Ok Pe Click Krde.


Kali Linux



Step 8| Ab Aapko Setting Me H Storage Pe Click Krna Hai Fir Aapko Ek Chota Sa DVD Ka Icon Dikh Raha Hoga Aapko Simplly Ospe Click Krna Hai Oske Baad Yaha Pe Ek Or Window  Open Hogi Yaha Pe Aapko Choose pe Click Karna Hai Or  Jo Kali Linux Ka ISO file Aapne Oppar Di Hue Link Se Download Kiya Tha Osko Select Karna Hai Oske Baad Ok Pe Click
Karna Hai.



Kali Linux




Bas ab Aapka Kali Linux Ka Operating System Aapke Virtual Box Me SUccesfully Install Ho Chuka Hai Ab Aapko Bas Isko Boot Karna Baaki Hai Wo Hum Niche Ke Steps Me Janege .




Kali Linux Ko Vertual Box Me Install (Boot) Kre 





Ab Aapka linux install ho chuka hai ab aap simmply start butten pe click krke apna kali linux operating system ko boot karsakte hai


Kali Linux



ab aapke pass yaha pe bahut sare option honge aapke samne install karne ke liye but aap simply GRAPHIC INSTALL pe click karde



Kali Linux



ab aap yaha pe apna launguage choice kare agar aapko english h rakhna hai to continue pe click krde .


Kali Linux



      ab iss step me aapko host name select karna hai host name kewal ek word ka h hona chahiye



Kali Linux





Ab aapko ek domain name choice karna hoga yaha pe aapke pass do option honge agar aapke website hai to wo yaha pe fill krde agar aapke pass website nhi hai to aap iss step ko skip kar sakte hai.


Kali Linux






ab next step me aap apna password dale agar aapko ek strong password banana hai to pahla specle word or numbers v add kare jaise @mykali78542  ye ek strong password hai
aap iss type ka strong password bana sakte hai.





Kali Linux





      yaha pe ek country ko aap target kare jis country ka time zone aapko set karna hai .


Kali Linux




          ab aap yaha pe manual select kare or continue pe click krde



Kali Linux


ab jaise hi aap manual select karenge oske baad 3 rd option me SCSI1 (0,0,0) (sda) -56.8 GB ATA VBOX HARDDISK�. ye select kare .


Kali Linux



         Iss step me aap yes pe trick mare or fir continue pe click krde.



Kali Linux



       Yaha pe aap free spess ko select kare or oske baad continue pe click krde.

Kali Linux



    Yaha pe aap create a new partition pe click krde or oske baad continue pe click krde .


Kali Linux




yaha pe aap partition ke liye size ko select kar sakte hai aapke computer me 2 ya 3 partition hote hai kisi ek ko select kre .


Kali Linux



       Iss step me aapko Primary ko select karke continue pe click krde.



Kali Linux




Please select whether you want the new partition to be created at the beginning or at the end of the available space. isme aapko first option Begaining ko select krde or fir continue pe click krde.



Kali Linux




     ab yaha pe aap Done setting up the partition ko select kare fir continue pe click krde.


Kali Linux


ab aap yaha pe ek other partition ko select kare or fir Finish partitioning and write changes to the disk ko select karke continue pe click krde.

Kali Linux



 write changes to the disks? yaha pe yes ko trick kre or continue pe click krde.



Kali Linux



ab yaha pe installing start ho chuka hai aapko 5 to 10 minute wait karna padega yah aapke computer ke speed pe depend karta hai kuch der me ye install ho jayega fir aapko ye puchega use the disk mirror? aap simplly no pe click krde or fir continue pe click krde.

Kali Linux




next step me ye aapko puchega Install the GRUP boot loader on the hard disk yaha pe aap yes pe trick mar ke continue pe click krde.


Kali Linux



      yaha pe jab aap aap second wala option pe click krke continue pe click krde .


Kali Linux



ab kali linux operating system install ho chuka hai ab system restart hoga or jab khulega to ye aapko username or password manega username me aap root dal de or password me jo aapne set kiya tha wo dal de or fir sign in pe click krde.



Kali Linux


Bas ab aapka sara kam hogya hai aapka kali linux v open hogya hai ab aap isko use krna start kar sakte hai.



NOW POST IS COMPLETED HERE IS SOME FEEDBACK


IS Article Me Agar Aap logo ko Koi V Problem Aaye To Aap Hame Niche Comment Box Me Apna 
Problem Likhe Hum Oska Solution Aapko Yaha Pe Denge And Agar Aapko Ye Article Pasand Aaya
Hoga To Aap Social Site Pe Isko Shere Kare Taki Sabko Iske Bare Me Pata Chal Sake.

Comments

Popular posts from this blog

Gathering Information Kya Hai Or Isse Website Ki Information Kaise Nikalte Hai

Health Benefits of Aloe Vera