Gathering Information Kya Hai Or Isse Website Ki Information Kaise Nikalte Hai

GATHERING INFORMATION KYA HAI


gathering information iska nam se h pata chalta hai ki ye hame information dene ke kam me aata hai ab aapke dimag me ye sawal aaraha hoga ki ye kin kin chijo ka information hame deta hai to aapko shortcut me batao to ye hamari target ka detail deta hai jaise ki hame kisi website ka detail chahiye to ham isse apne target matlab oss website ka pura detail isse h nikal sakte hai .



Information Gathering ek parnetration testing ka sabse pahla phase hai agar Information Gathering aapke target ke bare me puri tarah se detail nahi dikha raha hai to iska yahi matlab hai ki aap jis website ko target bana rahe ho wo highlly protected hai jisko Information Gathering Access nahi kar pa raha hai but ab aisa nhi hai kyoki ab Information Gathering ki jarurat bas hame procces ko pura karne ke liye karte hai kyoki ab kali linux hamare kam ko bahut h eassy bana diya hai kali linux ki madad se hamara 50% kam aasan ho jata hai bas hame command ki achi jankari honi chahiye .


KALI LINUX KI MADAD SE HAM HIGH LEVEL TOOL USE KAR SAKTE HAI INFORMATION GATHERING  KE LIYE JO KI BAHUT H EFFECTIVELY HOTE HAI .

Gathering Information





WEBSITE KE BASIC INFORMATION KO EXTRACT KARNA



Jab ham kisi website ko extract karte hai to ye hame kuch iss tarah ke details hame provide karta hai like ,nameservers ,registrar name,admin email,phone numner (only if not protected),domain expiry date etc jaise ki aap niche dekh sakte hai .





GET THE IP ADDRESS OF WEBSITE



Yah aapke liye sabse acha tarika hai jisse aap apne target ka ip address dhundh sakte hai man lo hamne apna host tool banaya hai to bas hamara host tool dusre host ka detail aasani se nikal sakta hai bas yahi hai same waise h agar aapke target ke nam pe jo ip address book hogi wo ip ko hamara host dhundh kar hame de dega ip address kuch iss tarah ka hoga .




ADDITON INFORMATION WITH -A



-A (all) option ek equivalent hai jo ki -v option or hamara target host ki settings ko query karta hai isko aap niche dekh sakte hai ki ye hame kaise dikhayi dega.




A QUICK NMAP SCAN


Nmap ek versatile tool hai jo ki networking scanning ke liye use me liya jata hai or iska main use hai basic serices jo ki hamare target ya hamare server pe run kar raha hai oska detail nikalna to iske bare me aapko samjh me aa hi gaya hoga ki ye kam kaise karta hai ab ye kaise dikhta hai osko hum niche dekhenge





SCAN FOR ipv4,ipv6,FTP , SUB-DOMAIN AND MORE



ipv4,ipv6,FTP ,SUB-DOMAIN AND MORE  in sabko scan karne ke liye dnsmap tool sabse acha hai ye hame wo sari information deta hai jo possible hai





But yaha pe ek or tool hai jo ki website ki detail nikalata hai dig (domain information groper) yah ek flexible tool hai jo ki INTERROGATING DNS SERVERS ke kam me aata hai



Magar yaha pe or v tools hai jinki madad se ham website ki information nikal sakte hai agar aapko or flexible techniques tools ka use krna hai to ye padhe


Maltego


yah ek graphical tool hai isse aap aasani se website ka information nikal sakte hai

NAMP


yah ek  versatile tool or yah oss operating system ka pata lagata hai jaha pe hamari target ka ids or port ya or sari information moajud hai.

Theharvester


iss tool se ham gathers sub-domains,ip addresses and emails etc inn sab ka pata laga sakte hai.


NOW POST IS COMPLETED HERE IS SOME FEEDBACK 


iss post se releted agar aap logo ka koi sawal hai jo aapko samjh me nahi aarha hai to aap hame niche comment box me apna question likh kar bhej sakte hai ham osko solve karne ki puri kosis karenge android computer hacking se related agar koi new post ki demand aapko karni hai to aap hamse contact kar sakte hai facebook whtsapp etc all social media kahi par hai ummid hai aap logo ko ye post pasand aaya hoga thank you for visiting our site isko social media pe shere kare taki or logo ko v iske bare me pata chal sake .

Comments

Popular posts from this blog

Health Benefits of Aloe Vera

Kali Linux Ko Computer-Pc Me Kaise Install Kre Step By Sep In Hindi Full Tuterial